Home » , , » Mujhko Barsaat Bana Lo (Armaan Malik) Song Mp3 Download Full Hd Video Lyrics

Mujhko Barsaat Bana Lo (Armaan Malik) Song Mp3 Download Full Hd Video Lyrics

Written By Anonymous on Thursday, 30 June 2016 | 02:40

Mujhko Barsaat Bana Lo (Armaan Malik) Song Mp3 Download Full Hd Video Lyrics
Song info

Song Name - Mujhko Barsaat Bana Lo
Movie Name - Junooniyat
Singer Name - Armaan Malik
Music By - Jeet Gannguli
Lyrics By- Rashmi Virag
Music Company - T-Series


Mujhko Barsaat Bana Lo (Armaan Malik) lyrics
Mujhko barsaat bana lo

Ek lammbi raat bana lo
Apne jasebaatbana lo jaana

Mujhko alfaaz bana lo

Dil ki awaaz bana lo
Gehra sa raaz bana lo jaana
Nasha hoo main behekne do
Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhe apne seerhane pe

Thodi se jagah de do
Mujhe neend na aane ki
Koi toh wajah de do (2x)

Hawa hoo main lipatne do

Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo

Ek lambi raat bana lo
Apne jasebaat bana lo jaana

Tere sang goozar jaaye

Yeh umar jo baki hai
Hasdo na zara khule ke
Kaahe ki udaase hai (2x)

Subah hoo main aane do

Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jasebaatbana lo jaana

Mujhko barsaat bana lo

Ek lambi raat bana lo
Apne jasebaatbana lo jaana (2x)

Mujhko Barsaat Bana Lo (Armaan Malik) Official Full Video Watch Online on YouTube 



0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Powered by Blogger.

About Me